यह ब्लॉग खोजें

Bhakti Sagar-1

Aaj k suvichar...Foolon ki khushaboo kewal hava ke rookh

The hardest tests in life is the patience to wait for the right moment.
 The supereme personality of Godhead said to the brahmana; 
 Devudu ante saym.. oka china chepa sayam chesthe devudu anaru oka paandi saym chesthe varaha murthy anaru

Bhakti suvichar apke liye:


The hardest tests in life are the broad mindedness to wait for the right moment.


The most expensive of all abilities is that of never using two words when one will do. By Thomas Jefferson


Aaj k suvichar...Foolon ki khushaboo kewal hava ke rookh se failati hai lekin ek achchhi soch aur kadi mehanat karane wale vyadkti ka gungaan har taraph hoti hai. 


Yog men aroodh hone ki ichchha wale manna shil purush ke liye yog ki prapti men nishkam bhaav se karm karana hi hetu kaha jata hai Aur yogaroodh ho jane par us yoga roodh purush ka jo sarvasankalpon ka abhav hai, wahi kalyan men hetu kaha jata hai. Yah siksh sri krishan bhagwan ne Arun ko kaha tha.
1.     When God is you cause to live, you will never have a cause to quit.
2.   Shreem Hreem Kleem Gloum Gum Ganapataye Vara Varada Sarvajaname Vasamanaya Swaha
3.     Jis kaal men na to indriyon ke bhogon men aur na karmo men hi aasakt hota hai, Us kaal men sarvsankalpo ka tyagi prush ygaaroodh kaha jata ha.

4.     Apne dwara apna sansar samundr se udhdwar kare aur apne ko adhogati men n dale banduratmatamantasy yena tmaivtamana jita.

5.     Jis jiwatma dwara man aur indriyon sahit shari jita hua hai, Us jiwatma ka to wah aap hi mitr hai aur jiske dwara man tatha indriyon sahit sharir nahi jita gaya hai, Uske liye wah aap hi shatru ke sahridash shatruta men batatara hai.


Sardi garami aur sukha dukh aadi men tatha maan aur aapmaan men jisake aanatkaran ki vritiya bhalibhanti shaant hain, Aise swadhin aatmaswale purush ke gyaan men sachichidanandghan paramatma samyak prakar se sthit hai athart uske gyaan men paramtam ke siwa any kuchh hai hi nahi. –Shri Krishan Bhagwana

Jiska aan karan gyan vigyan se tript hai, jisaki sthiti vikar rahit hai, Wah yogi yukt athart bhagwatprapt hai, Aise kaha jata hai. –Shri Krishan Bhagwana

Suhrid swarth rahit sabka hit karane wali mitr bairi udasin madhyasth dweshy aur bandhuganon men dharmaton men aur paapiyon men bhi saaman bhaav rakhane wala atyant shresh hai. –Shri Krishan Bhagwana


Every of us are loved by God as if there were only one of us. By St. Augustine
 Krishna consciouuness means diving into unlimited spritual bliss. 
Devudu ante saym.. oka china chepa sayam chesthe devudu anaru oka paandi saym chesthe varaha murthy anaru, mahavishunu avatharam anaru.. ratha rasindhi devudu durinchi kadu saym gurinchi.
 God krishna natakhat pan 
Bhagwat Gita ke shlok apke liye hindi men:
Shuchau deshe pratishthapy sthiramansanmantan.
Naatyuchchhit naatinich chailajinkushottaram.
Bhawav arth: Is Shlok men Shri krishan bhagwan ji ne kaha hai ki Shudhd bhoomi men jiske upar kramash kusha, mrigachhala aur vastr bichhe hain, Jo n bahut ucha hai aur n bahut nicha, Aise apne aasan ko sthir sthapan karna chahiye.

Tataigr man kritwa yachittenidraykrya.
Upvishyasane yunnyadyogmatmvishuddy.
Bavarth: Is shlok men shri krishan bhagwan ne kaha hai ki Us aasan par baithakar chitt aur indriyon ki kriyaon ko vash men rakhate huye man ko ekagr karke ant karan ki shudhdi ki liye yog ka abhyas kare.
Bhagwat Gita ke shlok apke liye hindi men:
1. Dharmkshetre kurukshetre samveta yuyutsav.
Maamaka paandwashchaiv kimkurvat sanjay.
Is shlok men Dhritrastr ne Sanjay se kaha hai ki Dharmbhumi kurukshetr men ektrit, Yudhd ki ichchha waale mere aur paandu ke putron ne kya kiya?
2. Dristva tu paandwanik vyudn duyodanstada.
Aachaarymusangmay raaja vachanmbrvit.
Is shlok men Sanjay ne bola hai ki us samay raja durodan ne vyuharchanayukt paandvo ki sena ko dekha aur dronachary ke paas jaakar ya vacha kaha. 
Hope is the little spoken you hear whisper may be when it appears the entire world is shouting no.

The supreme qualities of Godhead said to the Brahmana; I am fully under the control of my devotees. Indeed, I am not at all self-determining. Because my devotees are fully devoid of material desires, I sit only within the cores of their hearts. What to talk of my devotee, even those who are devotees of my devotee are very beloved to me.
When God is you reason to live, you will never have a reason to quit.
Shreem Hreem Kleem Gloum Gum Ganapataye Vara Varada Sarvajaname Vasamanaya Swaha
God is a certain paymaster, He may not disburse at the end of every weak or month or year, but remember he disburses in the end. So keep belief in God…

 Pure foods bring a pure mind and pure mind helps in constant Memory of God. 
Someone said to God: I want calm God replied: Removed I that is ego; Removed want that is wish; and calm will be automatically there.

 God is a sure paymaster, He may not pay at the end of every weak or month or year, but remember he pays in the end. So keep faith in God… 
Pure foods bring a clean mind and clean mind helps in steady Memory of God.
Jyaaysi chetkaranste mata budhdijarnadan.

Tatki karmni ghore maan niyojayasi keshav.
Is shlok men Arjun ne shri krishan bhagwan se kaha hai ki He janardan Yadi apko karm ki apeksha gyaan shreshth maany hai to phir he keshav mujhe bhayankar karm men kyon lagate hain?

कोई टिप्पणी नहीं: